Tu Sukoon Hai Ya Hai Junoon song is the title track of Star Plus serial Yeh Fitoor Tera. The show stars Debchandrima Singha Roy and Ishhan Dhawan in the lead roles. The show is directed by Arshad Khan and produced by Ved Raj under the Story Square Productions banner. The title song was sung by Diptarka Bose.
Yeh Fitoor Tera Title Song Lyrics - Star Plus
Tu Sukoon Hai
Ya Hai Junoon
Tu Sukoon Hai
Ya Hai Junoon
Meri Ab Har Talab
Bas Tu Hi Tu
Meri Ab Har Talab
Bas Tu Hi Tu
Har Dua Mein Bhi Kyun
Tujhko Chaahun
Har Dua Mein Bhi Kyun
Tujhko Chaahun
Meri Rehmat-e-Shauq
Bas Tu Hi Tu
Meri Rehmat-e-Shauq
Yeh Fitoor Tera
Ek Sailaab Hai
Dono Aalam Ka Nasha
Yeh Fitoor Tera
Yeh Fitoor Tera
Ek Angaar Hai
Meri Raat Ka Nasha
Yeh Fitoor Tera
Tera Ishq Hai
Ya Hai Zehar
Ek Meetha Subah Shaam
Ab Ye Meri Pyaas Hai
Ishq Hai Ishq Hai
Tujhse Hi Aashiyan
Tu Ibadat
Tu Hi Meri Khudi
Teri Saanson Se Likhun
Ab Meri Zindagi
Tu Juda Bhi Jo
Meri Rooh Se
Tu Juda Bhi Jo
Meri Rooh Se
Meri Roohaniyat
Bas Tu Hi Tu
Meri Roohaniyat
Bas Tu Hi Tu
Yeh Fitoor Tera
Ek Sailaab Hai
Dono Aalam Ka Nasha
Yeh Fitoor Tera
Yeh Fitoor Tera
Ek Angaar Hai
Meri Raat Ka Nasha
Yeh Fitoor Tera


No comments:
Post a Comment